Kitaabi Zindagi

July 23rd, 2010 by राहगीर

Hum zindagi ko padhe hein
Ek Kitaab ki tarah
Kitaab to Khatam huwa
Zindagi ab bhi baaki hein

Bookmark and Share

Ek baar is taraf bhi

July 23rd, 2010 by राहगीर

kaho Lab se phir aisi koyi baat
jo dil mey pyar ki umeed jagaaye
yuhin na khamosh bait
Guftagoo ho jaaye mohabbbat ka

Zara umeed jagaaawo
yeh rastha na-umeed na pad jaaye Phir se
Zara nikhahen idhar ek bhar aur
Na andhera pad jaaye is taraf

Bookmark and Share

Teri paayal ki jhankaar

July 23rd, 2010 by राहगीर

Bookmark and Share

Kuch Door Hi Tho Hein

July 3rd, 2010 by राहगीर

Khwabon pe Khafan na dalo,
Umeed-e-chirag ab bhi jaal rahi hey
Rakhe kadam aur mazboot kar do,
Rastha aage hi chal rahi hey

Khayaloon mein kahan uljhe ho
Dil ki aawaz aaj phir sun li jiye
Kanton se nigah ab hata do
tere ada pe phool phir khil rahe hey

Taqdeer ke laqeer se kyun Khafa ho
Honsla-e-jigar se use badal di jiye
Subah ki kyun raah dekh rahe ho
Is andheri raat ko roshni mey dubo di jiye

rastha-e-manzil pe hi khade ho
kuch door hum khade hey, milan hone di jiye
Phir aage safar se darthe kyun ho
har kadam humara humsafar ban jaayiye

Bookmark and Share

Dr. Nausha Asrar – Dil

November 20th, 2009 by राहगीर

सुनिए दोस्तों

Bookmark and Share

Waqt

September 18th, 2009 by राहगीर

shaayad hum bhi bhool gaye the -
Waqt ki bhi koyi raftar hothi hey
Waqt ki pabandh hothe hothe
uski rafthar se tho hum naa-waaqif huwe

Aise phans gaye the zindagi ki baghdaud mein
Ki palken chapakthe hi zindagi guzar gaye
Ab bhi baaki hey hazaaron lamhen
Aaj ek naya panna sirf khushi keliye ho jaaye

-Rahgeer-

Bookmark and Share

Aaj is qalam se Jaane kya Nikalega

September 11th, 2009 by राहगीर

Aaj is qalam se Jaane kya Nikalega
koyi haseen afsaana ya sirf siyaahi Nikalega

Aaj is qalam se jaane kya nikalega
Is kaatib ki tasawwur, ya uski gustakhi nikalega

Aaj is qalam se jaane kya nikalega
Mustaqbil ka paehchaan ya Aaj ki Aarzu nikalega

Khuda Shukr, Kal ko to humne bahut door chod aaya
Varna yeh Khambakt Qalam to Kal ki Daastan Likhega

-Rahgeer-

Bookmark and Share

Har subah yahi reeth hey

July 17th, 2009 by राहगीर

Subah uthkar Aasmaan ko dekhta hun
Phir haath mey chai ki pyaala lekar kitaab ko dekhta hun
Suraj ki roshni mey do shabd pad bhi letha hun
Par tere khayalon mey mann yuhin bhadak jaatha hey

Bookmark and Share