Har subah yahi reeth hey

July 17th, 2009 by राहगीर

Subah uthkar Aasmaan ko dekhta hun
Phir haath mey chai ki pyaala lekar kitaab ko dekhta hun
Suraj ki roshni mey do shabd pad bhi letha hun
Par tere khayalon mey mann yuhin bhadak jaatha hey

Bookmark and Share

Leave a Reply